हेल्लो ! दोस्तों मेरे ब्लॉग में आपका स्वागत है !
Kabhi kabhi aisa hota hai ki Computer se hamari zaruri file delete ho jati hai. To aaj mai aapko aisi hi delete ho chuke file ko recover karne ke bare me bata raha hu jisse padhne ke baad aap bahut hi aasani se Apne file ko recover kar sakte hai. Waise to file recover karne ke bahut se software hai likin mai aapko ek aise Software ke bare me bata raha hu jiski madad se lagbhag 1 GB ki file 1 se 2 min me Recover kar sakte hai. Bs aap mujhe Step by step follow karte jaye.
Delete File Ko Recover Kaise Kare ? |
Computer Se Delete File Ko Recover kaise kare
Stap 1 :----
Aap sebse pahle niche diye gye Download par click karke EaseUS Data Recovery Wizard naam ka software Download karke Install kare.
Install karne ke baad aap isse sirf 2 GB file hi Recover kar sakte hai. To chaliye isse Full version me karte hai.
Stap 2 :----
Ab Start >> All Programs >> EaseUS Data Recovery Wizard par Right Click karkeProperties par click kare.
Stap 3 :----
Ab ek popup window open hoga usme Open File Location par click kare.
Stap 4 :----
Ab aapke samne ek window open hoga usme se DRWUI naam ka file hoga usse delete kar de.
Ab niche diye gye Download par click kare aur Crack UZ1 naam ka software Download kare.
Stap 6 :----
Ab Crack UZ1 ko open kare Aur usme Technician >> x64 >> DRWUI ko copy kare.
Ab Copy kiye huye file ko us folder me Paste kare Jise aap Open File Location par click karke open kiya tha. Aap usse Step 4 me dekh sakte hai. Ab aapka EaseUS Data Recovery WizardFull version me ho chukka hai.
Stap 7 :----
Ab EaseUS Data Recovery Wizard ko Run kare.
1. Select a location par to start finding data par click kare,
2. Yaha se apna Drive select kare jimse se aapko Delete file ko Recover karna hai,
3. Uske baad Scan par click kare,
Stap 8 :----
Scan hone ke baad new page window open hoga.
1. Yaha par Recover Folder dekh sakte hai,
2. Yaha se jis file ko Recover karna ho usse select kare,
3. Uske baad Recover Par click kare,
Stap 9 :----
Uske baad ek new wondow open hoga usme Jaha bhi aapko file ko save karna hai o folder select kare jaise ki Desktop. Phir Save par click kare.
Stap 10 :----
Ab aapka File Recover hone lagega.
Note :--- kabhi kabhi computer se koi file recover nhi bhi ho agar sakta hai agar ho bhi gya to shayad o kaam nhi kar sake.
To dosto agar aapko File recover karne me koi bhi problem ho niche cooment box me cooment karke hame bataye…
मेरा ब्लॉग अच्छा लगा तो दोस्तों कृपया कमेंट जरुर करे ! मेरा व्हात्सप्प नंबर 8405044246 है !
https://www.linkedin.com/in/arif-k-8b6076114?trk=nav_responsive_tab_profile_pic
0 comments:
Post a Comment