Logo Kaise Banaye Aur Website or Blog Me Kaise Add Kare ?
Logo Kya Hai Aur Kyu Jaruri Hai ?
Logo hamari Website Ki Pahchan Hai. Kisi Bhi Website Ya Blog Ka Name ( Title ) Hota Hai. Is Title Ko JPG Ya PNG image me Convert Karana , Ise Logo Kahte Hai. Blog Ka Logo Visitor Pe Achchhi Impressions Chod Jata Hai. Kai Bar Website ka Logo Hi Aisa Hota Hai Jo Visitor Ko Website Ka Title Aasani Yaad Rah Jata Hai.Logo Kaisa Hona Chahiye ?
Logo Image Me Hota hai. unique Logo banate . Simple Text Image Ki Bajay amazing And awesome Font Ka Use kare. Logo Image ka Color Blog - Website Template Ki Design Aur Color Se Justified Ho Jaye vaisa hona Chahiye. Koi Bhi Image Jpg Png File Ki Hoti Hai. Logo Ke Liye PNG. Hona Jyada Achchha rahega. Logo Only word Se Na Banane ki Bajay isame Kuchh Symbol Bhi Aap Use kar Sakate Hai. Logo Ka Size Bhi Blog Website Design me attemperate ( sapraman) ban Jana Chahiye.Logo Kaha se , Kaise banaye ?
impressive Logo Banate ke Liye aapke Pas Knowledge, prectice Aur experience chahiye. Lolo Banana Bhi Ek Business hai. Isake Bhi Developer Hai. Kuch Prise Dekar bhi Aap Logo banva Sakate hai. Lekin Aaj Ham Free Me Logo kaise Banaye Isake Bare Me Janenge.1. paint Aur Photoshop Se Logo Banaye .
Paint Ek Simple PC Application Hai, Aap Chaho to Isame Bhi Logo Image Bana Sakate Hai. Logo Ke Liye Idea Dekhanae ke Liye Google Image Search Me Aapki Website ya Blog ka Name Dalkar Dekhe. Vahan Se Aapko Idea Mil jayega Ki Kaisa logo Banana Hai. Kisi Other Free Images ke Part Ko Bhi Aap Logo Ke Liye Chu Sakate hai.Photoshop ka Aapko Knowledge hai To Aap Isame Ek Achchha logo Bana Sakate hai. Photoshop Me Size, Color , Background Easily Change Ho Sakata Hai.
2.Software - Pc Application Se Logo banaye.
Online Kai Logo Maker Application- Software hai Ise Aap Apane Computer Me Install karke Bhi Logo Bana Sakate Hai. Isame Aapke Liye Logo Icon Redy hote Hai. Aapko Sirf graphic Aur text Me categorize Aur Edit Hi Karana rahta Hai.3. Online Logo Kaise banaye ?
Kai Online Services Bhi hai Jo Aapke Blog Ke Liye Logo Stale Creat kar Deti Hai. Kai Blogger - Webstie Developer isise Logo banate Hai. Ye Idea Saral bhi Hai. Isake Liye Ham Aapko 2 Website bata rahe Hai Jahan Se Ham Free Me Logo bana Sakate Hai.Isame Na Koi Knowledge Aur experience Ki Jarur Nahi rahti Hai. Isake Simple Tools Hote Hai. Aapko Logo Ka Design Chunna Hai. Apne Blog Website Ka Title Dalana Hai. Aur Logo taiyar Ho Jata hai.
1. Online Free Logo Designs
2. Cool Text: Logo and Graphics Generator
Is Dono Website me Jake Aap Logo bana Lijiye. Download Kar Ligiye. bad me Bhi Aap Isame Changes ( Size, height , width) Karna Chaho to Microsoft Office picture manager ka Use Bhi kar Sakate Hai.
Logo Ko blog Me Set - Add Kaise Kare ?
Agar Aapke Blog Ka Logo taiyar Ho gaya hai To Ab Is Step Ko Follow kare .1. Blogger Home/deshboard Se Layout Me Jaye.
2. Header Lika Hua hai Wo Gadget Me Edit Pe Click Kare. Naya Popup Page Khulega.
4. Placement Me Dusare Number ( Pe Click kare.
5. Save kare.
Aapka Logo Blog Me Add Ho gaya Hai. Blog Ko Open Karke Dekha Le. Mobile Version Me Bhi Open Karke Dekhe . Sahi tarh Show Ho raha Hai Ya Nahi Wo Dekh Le. Agar Nahi Ho Raha Hai Aur Size Ka Problem Hai To Ise Remove kare, Fir Se Size Change Kare Aur Upload Kare.
0 comments:
Post a Comment